Another wonderful nasheed/naat with wonderful lyrics.
Bashir Kahiye Nazir kahiye unhe siraje Munir kahiye
Joh sar basar hai kalam-e-rabbi woh mere Aaka ki zindagi hain
Koi Salika hain arzo ka na bandagi mein bandagi hain
Yeh sab tumhara karam hain Aaka be baat ab tak bani hoi hai
Amal ki mere ehsas kya hain bajaz nadamat ke paas kya hain
Rahein salamat tumhari nisbat mera to ik aasra yahin hain
Kisi ka ehsan kyon uthayen kisi ko haalat kyon batayen
tumhi se maange tumhi do ge tumhare dar se hi loh lagi hain
Tajallion ke kafiil tum ho Murade-kalb-e-khalil tum ho
Khuda ki roshan daleel tum ho yeh sab tumhari hi roshni hain
Yeh sab tumhara karam hain Aaka be baat ab tak bani hoi hai
Yeh sab tumhara karam hain Aaka be baat ab tak bani hoi hai