Mujhpe Bhi Chasme-Karam

Mujhpe bhi chasme-karam e mere Aaqa karna Haq tou mera bhi hain (na) rehmat ka takaza karna Kankaron ka tere eejaz se woh bol uthna Woh darakhton ka teri deed pe jhoma karna Mujhpe bhi chasme-karam Aaqa, tou kisi ko bhi uthata nahi apne dar se Ke teri shan Aaqa, ke shayan nahi aisa karna… Continue reading Mujhpe Bhi Chasme-Karam

Rok Leti Hain Aap Ki Nisbat :)

Rok leti hain aap ki nisbat, tir jitne bhi ham pe chaltein hain Ye karam hain Huzoor (pbuh) ka ham par, aane vale aazab dhaltein hain Aab koi kya hamein ghirayen gha,  har sahara galein lagaye ga Hum ne khud ko ghira liya hain vaha, ghirne valein jahan sambhaltein hain Rok leti hain aap ki… Continue reading Rok Leti Hain Aap Ki Nisbat 🙂

Jitna diya sarkar ne mujhko :)

This naat/nasheed has become my favourite these days. I listen to it very often. It makes me feel so thankful for everything in my life, Alhamdolillah. Here are the lyrics : Jitna diya sarkar ne mujhko Jitna diya sarkar ne mujhko Itni meri auqat nahi hain Yeh to karam hain unka varna Mujh mein to… Continue reading Jitna diya sarkar ne mujhko 🙂

Har kali dil ki muskurai hain :)

This is a naat/nasheed I like a lot. Here are the lyrics:) Har Kali dil ki muskurai hain Jab madine ki yaad ayi hain Hai Rukhe-Mustapha woh aina Jis mein khaliq ki roh-numai hain Jab madine ki yaad ayi hain Shafa-e-asia Muhammad (pbuh) hain Baat apni bani banai hain Jab madine ki yaad ayi hain… Continue reading Har kali dil ki muskurai hain 🙂

Yeh sab tumhara karam hain :)

Another wonderful nasheed/naat with wonderful lyrics. Bashir Kahiye Nazir kahiye unhe siraje Munir kahiye Joh sar basar hai kalam-e-rabbi woh mere Aaka ki zindagi hain Koi Salika hain arzo ka na bandagi mein bandagi hain Yeh sab tumhara karam hain Aaka be baat ab tak bani hoi hai Amal ki mere ehsas kya hain bajaz… Continue reading Yeh sab tumhara karam hain 🙂