I like the lyrics of this naat a lot. And Soharwardi has a nice way of reading naats as well.
Ghumbad-e-Khazra ke daaman ki hawa mangi hain
Hum ne marne ki madeene main dua mangi hain
Zindagi mangi kisi ne tou kisi ne jannat
Hum faqeeron ne madeene ki faza mangi hain
Al-madad ya Nabi ummat ne tumhari tum se
kali kamli ki pana behre khuda mangi hain
Marz bartha nahi mitd jata hain ishrat unka
Jis ne Darbar-e-Muhammad se shifa mangi hain
Ghumbad-e-Khazra ke daaman ki hawa mangi hain
Hum ne marne ki madeene main dua mangi hain